Song : Titli (Kupu-kupu)
Film : Chennai Express
Ban ke
titli dil uda, uda, uda hai
Kahin door…..
Ban ke
titli dil uda, uda, uda hai
Kahin door…
Chalke
khushbu se juda, juda, juda hai
Kahin
door…oo..
Aaj se
yeh kaise
Ansuni
se jaise
Choome
andheron ko koi noor…
Ban ke
titli dil uda, uda, uda hai
Kahin door…
Sirf keh
jaaoon yaar
Aasmaan
pe likh doon
Teri taareefon
mein
Chashme
baddoor…
Ban ke
titli dil uda, uda, uda hai
Kahin door,
Chalke
khushbu se juda, juda, juda hai
Kahin
door…oo..
Bhoori
bhoori aankhein teri
Kankhiyon
se tezz teer kitne chhode
Dhaani
dhaani baatein teri
Udte phirte
panchiyonke rukh bhi mode
Adhoori
thi zaraa si
Main poori
ho rahi hoon
Teri saadgi
mein hoke choor
Ban ke
titli dil uda, uda, uda hai
Kahin door,
Chalke
khushbu se juda, juda, juda hai
Kahin
door…oo..
Raatein
gin ke neendein bun ke
Cheez kya
hai khaabdaari hum ne jaani
Tere sur
ka, saaz ban ke
Hoti kya
hai raagdaari hum ne jaani
Jo dil
ko bhaa rahi hai
Vo teri
shaayari hai
Ya koi
shaarayaana hai fitoor
Ban ke
titli dil uda, uda, uda hai
Kahin door,
Chalke
khushbu se juda, juda, juda hai
Kahin
door…oo..
Haadse
ye kaise
Ansune
se jaise
Choome
andheron ko koi noor…
Ban ke
titli dil uda, uda, uda hai
Kahin door,..
Sirf keh
jaaoon yaar
Aasmaan
pe likh doon
Teri taareefon
mein
Chashme
baddoor…
Tidak ada komentar:
Posting Komentar
SETELAH MEMBACA, biasakan komentar ya???
Kritik dan saran yang membangun saya harap kan :)